Ticker

6/recent/ticker-posts

About Us

Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh

Duniya Se Aakhirat Ka Safar (Mz) mein aapka khair maqdam hai.

Yeh blog Islam ki taleemat, Qur'an-o-Hadees ki roshni mein aakhirat ki taiyari, maut ki yaad, qabr ki zindagi, qiyamat, jannat aur jahannam se mutalliq maloomat faraham karne ke liye banaya gaya hai.

Duniya se hashar tak ka safar
Insan ka Haqeeqi Safar

Hamara maqsad logon ko Allah Ta'ala ki ita'at, nek aamaal aur aakhirat ki fikr ki taraf mutawajjah karna hai taa ke hum sab apni asal manzil ke liye behtar taiyari kar saken.

Is website par maujood tamam mazameen Qur'an, Sahih Ahadees aur mo'tabar Islami mawaad ki bunyad par tayyar kiye jate hain. Hamari koshish hoti hai ke maloomat sahih aur mufeed ho, lekin insani ghalti ka imkaan maujood rehta hai.

Allah Ta'ala se dua hai ke yeh koshish hamare aur aap sab ke liye sadqa-e-jariya ban jaye.

Jazakumullahu Khairan.

✍️ Mohib Tahiri

Founder & Author

Duniya Se Aakhirat Ka Safar (Mz)

Website: https://duniyaauraakhirat-mohibz.blogspot.com/

Post a Comment

0 Comments